Who Are Most Grateful To Other People

Tuesday, September 8, 2009

- “The most grateful of people to Allaah are those who are most grateful to other people.”

There Is No Power Or Strength Except With Allah

“Repeat often ‘La Hawla Wa Laa Quwwata Illa Billah (there is no power or strength except with Allah)’, for it is from the treasure of Paradise.”

Morning Prayer

Morning Prayer: I'll walk this day in faith dear Lord,
- No foe, no storm i'll fear, but trusting in your precious word, I am safe for You are near.

Fastest Thing On Earth?

What's the fastest thing on earth?
- Bullet?
- Nah. Sound?
- Not quite. Light? Almost.
- Answer: Prayer...
- Because it reaches Heaven even before you can say it. Have a nice day

Dost Or Dushman Mein Farq

Dost or Dushman mein farq rabty ka hai.Agr rabta qaim rhy to dushman bi dost bn jta hai.Rabta tot jaie to Dost bhi dushman bun jata hai
(Hazrat ALI)

The Best Message Of My Life

The Best Message of My Life
"Aae Allah Jab Mainay Tujh se Nahi Manga tab bhi tonay mujhe diya
to ye kaisay mumkin hai ke main tujh se mangoo aur to na de"

If You Put Your Whole Trust

"If you put your whole trust in Allah, as you ought, He most certainly will satisfy your needs, as He satisfies those of the birds. They come out hungry in the morning, but return full to their nests." (Tirmidhi)

The Thing That Weights

“The thing that weighs most heavily
in the balance (of good deeds)
is a good attitude.”

According to God's Wish

If things r happening
according to ur wish,
u r lucky!
But if they r not,
u r very lucky,
Bcoz they r hapning
according to God’s wish!

Parh Parh Kitaban

Parh Parh Kitaban Ilm Diyan To Nan Rakh Liya Qazi
Hath vich pharr ke talvar to na rakh leya Ghazi
Makay Madeenay Ghom aaya te to na rakh liye Haji
Bul-e-Shah Hasil ki kita je to Yar na rakhya Razi.....
(Baba Bulay Shah Decent Poetry)

Khubsurat Duain

QURAN E PAK main kuch khubsurat duain
1. Ae Mere RUB! Beshak tu jo bhi bhalai meri tarf utarey ga main uska mohtaaj hoon
(ALQASAS-24)
2. Ae mere RUB! Main tujhe pukar kay kabhi mehroom nahi raha
(ALMARIYAM-4)
3. Ae mere RUB! mere liye apne pas jannat main ghar bana dijiay
(ALTEHREEM-11)
AMEEN

Juma Ke Roz

Juma K Roz 07 Martaba Darood Pak Parhne
Waly Ki 100 Hajatein Pori Hoti Hain
30 Dunya Ki,70 Akhirat Ki.
PLZ FORWARD TO OTHERS.

Hadees-s-Pak

Hadees-S-Pak
Tum Zyda Se Zyda Sajday Kya Karo Q K Jb B
Tum Sajda Karo Gy Tumhara Ek Darja Buland
Hoga Aor Tumhari 1ek Ghalti Mita Di Jaegi.

Taqdeer Ka Har Faysla

Apni Taqdeer ka Har Faysla ALLAH k Hath mey Dey do..
Uss se Dua to Karo par Zid Na Karo.,
Q k Jaß Aap ALLAH Ta’la pey Apni Zindagi ka Har Faysla Chortey Ho to ALLAH ßhi Wohi Karta hay..
Jo Tumari Khushi hoti hay..
& Said: Ay Logo.! Tum Apni Raza ALLAH ki Raza mey dhundu…
Phir Dekhna Woh Kis tarha Apni Raza Tumari Raza mey Shamil Karta hay..
ßeshaK ALLAH Saß sey ßehtar Sb kuch behtr frmany wala hy…

Wo Gham Jiske Milne Per

'Wo Gham jiske milne pr tmhara ruju ALLAH ki tarf ho jy,Us Khushi se behtr ha jis k milne pr tm apne KHALIQ ko bhul jao'
HaZrt Abubakar(R.A)

Surah Muzamil, Koi Bhi

"Koi b moseebt Allah k hukm k bagair nhi ati
or Allah momino k dil ko raah dikhlaay ga
or Allah hr cheez se waqif hai
or Ataat kro Allah ki or Ataat kro Rasool(S.A.W) ki
ps agr tm phir gay to Hmary Rasul k zimmah paygaam
pohncha dena hai. Allah k siwa koi mabood
nhi or momino ko sirf Allah pr tawkkl krna chahey"
(surah Muzmil)

Ghusay Ki Halat Mein

2 cheezen saari zindagi kaam aayen gi,
1=Ghusay ki halat mei koi fesla mat kro
2=Khushi ki halat mei koi waada mat kro!
(PEER ALI)A.S

Qudrat Rakhtay Huey

"Wo shakhs, rah-e-KHUDA ma jan dany waly say ziada jaza ka mustahiq ha, Jo gunah pr qudrat rakhty huey us say baaz rhy.
Hazrat Ali (A.S)

Namaz Ke Zariye

"Namaz K Zariye Se Madad Talb Kro, Beshak Namaz Zarur Mushkil Hai Magar UnKe Liye Nahi Jo Dil Se Meri Tarf Jhukte Hain"
(Al-BAQRAH:45)*

Surah Aal-e-Imraan

"Na bnaayn mulman kafiron ko dost momino
ko chor k or jo koi yeh kam kre to nhi
usko Allah se koi talluq mgr is haalat
mai k krna chaho tm unsy bchao
or Allah tmko drata hai Apny se or Allah hi
ki taraf tmko ko lot kr jana hai
( AAL E IMRAAN (AYT 28)

Aal-e-Imraan Ayt 103

or pakry rkho Allah ki rassi ko mazbooti se
or aaps mai tafrqy mai na pro
(AAL E IMRAAN ayt 103)

Rajab Mubarak

[;] ¡
[;] ,-"""-,
[;];;;?__?;;;[,]
RAJAB MÜBÅRIK
AP(S.A.W.W)NE FARMAYA JO SHAKS RAJAB KI MUBARIK DE US PER JANNAT WAJIB Hy..

Boycott Fool Shah Rukh

Indian Filmi Hero Kutta Shahrukh Khan ne Hamare Peyare Nabi Pak Hazrat Mohammad (S.A.W.W.) ko (NAUZUBILLAH) Negative Shakhsiat kha hai. Es liye agar ap sachy Aashiq RASOOL (S.A.W.W.) hain to es msg ko itna pehlao ke wo Harami Kutta Musalmano se Maafi mange or es Kafir ke Movies ka Boycott tamam Musalmano par Farz hogia. Plz ap k EMAN ki Aazmaish hai. Don’t stop. Spread/Frward it in the whole Worlds.
References: 19-06-2009 Newspapers:
Khabrain (Front Page), Daily Jang (Page-4),
Nawaiwat (Front Page), BBC Asia today reference 18-06-09
Mashriq Magzine.
Jazak Allah (Imdad Ullah Khiyal)

Prophet Mohammad S.A.W

Wo konsa kaam hy jis k karny waly ko Allah boht pasand karta hy mgar Hazrat Muhammad (S.A.W) ne wo kaam nhi kiya?
?
?
?
?
?
?
?
ANS: Huzoor Pak (S.A.W) ne kabhi AZAAN nhi di thi.Kyun k agr AAP (S.A.W) AZAAN detay to kainat ki hr cheez Masjid main aa jati aur Nizam-e-Kainat ruk jata
SUBHAN ALLAH

Man Asked Allah

One day man asked Allah what is the difference between your love & my love?
Allah smiled & said: A bird in the sky is my love
&
A bird in the cage is your love.

Allah Se Darty Rho

"Uss ALLAH se darty raho, jis ki Sifft ye hai k Agar tum Bat karo to Wo Sunta Aur agar tum Dil main rakho to Wo Janta hai.
HAZRAT ALI (a.s)

Allah Says (Mafhum)

ALLAH SAYS (Mafhoom):
“Tu karta wo hai jo Tu chahta hai
Par hota wo hai jo Mein chahta hoon.
Tu wo kar jo MEIN chahta hoon,
Phir wo hoga jo Tu Chahta hai” (Try it).

Dua Ki Fazeelat

Jab Banda Nemaaz k baad baghair Dua maange uth jata hai to
“ALLAH” Farmata hai “Aye Farishto, Ye Banda mojhse beniyaz
Hogaya hai, ab ise Meri zarorat nahi”
 
SmS Collection, Love SMS, Funny SMS,SmS,Sms Porno,. Citrus Pink Blogger Theme Design By LawnyDesignz Powered by Blogger